password
Can’t stop laughing ……………..
Sardar’s e-banking password was: “ram-sita-laxman-hanuman-ravan-delhi-kejriwal”
Banta: Yaar! Itna lamba password?
Sardar: Kya karoon. Bank wale kehte hai ki password main 5 character aur 1 capital hona chahie….
Banta: wo sab thik hai, par Kejri uncle kyun ??
Sardar: Ek special character bhi zaroori hai….???